jivan jal ki dhara,
kabhi na ruke
kabhi na thame
bas baheti chale
muskilo ko par kar,
avradho ko chir kar,
kabhi tute kabhi tode,
jivan jal ki dhara.
sukh me madhur sangeet,
dukh me khara paani,
man chahe saaje dhalti,
jivan jal ki dhara.
Learning by Practice, where experience is shared of Learning and Relearning by practice.
સવારથી કાંટો પકડી ને બેઢો કાંઠે ઊભો ઊભો ઓટ ને જોતો કંઠ ભરાઈ આવ્યો ત્યાં સુધી કાંટો નીચે ના મૂક્યો. 'બધી રીતે તપાસ જો કરવી તી અલગ અજબ કંઈ...
No comments:
Post a Comment